Jaane Tere Shehar Lyrics
lJaane tere shehar ka kya iraada haiAasmaan kam, parindey zyada hain
O...
jaane tere shehar ka kya irada hai
Khushi ka hissa
Gham ka hissa
Ghoont ka hissa
Dum ka hissa
Zakham aur marham ka hissa
Dil faroshi ka ye kissa
Jaane tera ishq bhi
Kya tamasha hai
Raat ko mulzeem
Din mein Khuda saa hai
Jaane tere shehar ka kya irrada hai
Dialogues:-
Iss Mess mein kaise rehte ho?
Main kahaan rehta hoon yahaan
Yahaan intezaar rehta hai
Sir?
Haan ji ?
Customer.
Arey customer to roz aate hain
Aaj ummeed aayi hai.
Kya sir, jaane diya aapne
Abey mohabbat hai isi liye to jaane diya
Zidd hoti toh baahon mein hoti.