Yaadein Lyrics - Junaid Aslam | Hindi Song

Yaadein Lyrics
Yaadein Lyrics: WCR ARTISTS presents a hindi romantic Song sung by Junaid Aslam and lyrics penned down by Manan & Shamsul Hasan, music given by Manan sharma.
Singer: Junaid Aslam
Lyrics: Manan & Shamsul Hasan
Music: Manan sharma
Music Label: WCR ARTISTS

Yaadein Lyrics

Yaadein.. yaadein.. yaadein,
Ho.. o.. Yaadein.. yaadein.. yaadein,
Yaadein.. pareshan karti hain..

Ye teri yaadein badnaam karti hai
Mujhko akele mein pareshan karti hai
Ye teri yaadein badnaam karti hai
Mujhko akele mein pareshan karti hai

Tu samne hai, ye elaan karti hai
Mere saveron ko.. ye shaam karti hai

[Yaadein.. yaadein.. yaadein]

[Kaise teri
Yaadein.. yaadein.. yaadein..]
(Repeat 2 Times Again)

Ye teri yaadein badnaam karti hain
Mujhko akele mein pareshan karti hain
(Repeat Again)

Maano ke mera dil teri aas mein hai yun
Phulon ka mausam hai mere paas mai hai tu
(Repeat Again)

Saanson ki khushboo se udti hai yun khushboo
Khushboo ke rango ke ehsaas mein hai tu
Ye teri khushboo mere saath chalti hai
Meri peeth peeche se kuch chaal chalti hai
Ye teri yaadein badnaam karti hain
Mujhko akele mein.. pareshan karti hain

[Kaise teri
Yaadein.. yaadein.. yaadein]
(Repeat 3 Times Again)

Yaadein Video

Next Previous