Gazab Ka Hai Yeh Din Lyrics
Chal padey hai hum aisi raah peBefikarr hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raastey
Dhundega humein yeh zamana kahan
Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain harrr jagah
Yeh nasha hai kaisa
Dub jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain harr jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
(Repeat Again)
Paani hu paani main
Haan behne do mujhe
Jaisa hu waisa hi
Rehne do mujhe
Duniya ki bandishon se
Mera naata hai kahan
Rukna theharrna mujhko aata hai kahan
Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain harr jagah
Yeh nasha hai kaisa
Dub jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain harr jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
(Repeat Again)
Neeli hai kyun zameen
Neela hai kyun samaa
Lagta hai ghaas par soya aasmaan
Yeh mastiyan meri
Manmaniyan meri
Lo mil gayi mujhe aazadiyan meri
Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain harr jagah
Yeh nasha hai kaisa
Dub jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain harr jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
(Repeat Again)
Chal padey hain hum aisi raah pe
Befikar hue ke ab jaana kahan
Lapata hue saare raastey
Dhundega humein yeh zamana kahan
Yeh samaa hai kaisa
Muskurane jaisa
Dheemi baarishein hain harr jagah
Yeh nasha hai kaisa
Dub jaane jaisa
Jaagi khwaishein hain harr jagah
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din
Gazab ka hai yeh din dekho zara
(Repeat Again)