Jungli Sher Lyrics - Divine

Jungli Sher Lyrics
Jungli Sher Lyrics: Sony Music India presents a Hindi rap song sung and composed by Super talented Divine and music composed by Sez. Divine tried to craft his whole life story in this rap song.
Singer: DIVINE
Lyrics: DIVINE
Composer: Sez, DIVINE
Music Composer: Sez
Music Label: Sony Music India

Jungli Sher Video

Jungli Sher Lyrics

Sunega sher log ki kahani?
Sunege kya?.. Sunege kya?..
Sher log ki kahani?
Haan..

Sez on the beat..

Chal sun le..

This is my story

Chhota sa main ladka
Chhoti cheezon pe main bharka
Mere daal mein nahi tha tadka
Ghar mein baap ke roz ka lafda

Dafna mushkilon ko
Meri maa ki kamaai ne
Baap wala role nibhaya mere bhai ne

Tairna sikkha khaai mein
Isiliye shabdon mein gehraai hai
Zindagi toh ek ladaai hai
Jo paiso mein samaayi hai

Khoti Pateli tumahri
Peeke liquor wali die hai
Idhar jigar wali die hai
Teri tipper wali die hai

Jo dikkhta hai wo bikkta hai
Samajdaar ho toh tikkta hai
Paisa ho toh lala shikksha hai
Umeed garibon ka rikksha hai
Jo ameer leke nikkla hai

Iss jismon ke samunder mein
Sikkandar wo jeet-ta hai
Dillon ko beta andar se
Chhutkara paoge jhanjhat se
Mehnat aur thodi mannat se
Thakaan aur thodi kismat se
Parbat bhi bante kankad se

Aaram hi hogi jannat mein
Hum pale jahaa tu palti le
Iss jungle ki kahani mein
Khiladi mere jungli hai

Khiladi mere jungli hai
(I’m the voice of the streets)
Khiladi mere jungli hai
(Till they put me beneath)
Is jungle ki kahani mein
(only truth I will seek)
Khiladi mere jungli hai
(Repeat Again)


Upar nikkle tere niche se
Baatein karte pichhe se
Beef ki baatein garam garam
Saliyon se hum seekh dete
Ajjeb se the
In kauon ke beech hum cheel se the
Patte watte peeste the
Paise uspe fees ke the
Bheek dete..

Gyan tujhe in galiyon ki
In chhoti khilti pariyon ki
Bukhe sote jo galiyon mein
Un ulti seedhi zariyon ki
Majburi ki un ghadiyon ki
Aasu bhare in nadiyon mein

To atack
Mere kaam ke beech mein
Satack
Tere kaan ke neeche
Patack
Dunga crowd ke beech mein
Haan..
To chamak
Apne kaam ki reet mein
Jhapk-ne ke tapak-ne ke
Sabak lene se acha hai

Farak samajh ke chamak dhamak ke
Ramach wamach se watna hai
Kaamyabi ke nashe ko chakhna hai
Imaandari ki seedi se chadna hai
Durghatna hai?

Wo toh bachpan se hi ghatri hai
Iss jungle ki kahani mein
Khiladi mere jungli hai  kya?

Khiladi mere jungli hai
(I was raised in the gutter)
Khiladi mere jungli hai
(Don’t ply with my money)
Iss jungle ki kahani mein
(I know what is hunger)
Khiladi mere jungli hai
(Repeat Again)

Haan..

Khiladi mere jungli hai
(I’m the voice of the streets)
Khiladi mere jungli hai
(Till they put me beneath)
Is jungle ki kahani mein
(only truth I will seek)
Khiladi mere jungli hai
(Till they put me beneath)
Khiladi mere jungli hai 
Next Previous